Translate

Saturday, July 9, 2011

mera gham

kaash ye saala dil kisi ke liye dhadka na hota,
is kismat ne bhi dhokha diya na hota..
bhula dete hum uska diya har zakhm or sitam....
agar usne mujhe kabhi apna kaha na hota.

No comments:

Post a Comment